Bhagat Singh quotes in hindi-
Jindgi Bahut Khoobsurat Hai Magar usse aur Adhik Khubsurat Banaya Jana Chahiye.
Manushya eshwar ki sarvashreshta krati atah Uske Jeevan Ka Safar atantya hi Khoobsurat Hai. Anya jiyon ki apeksha manushya atyantya shaandar dhang se jeewan yapan karta hai. Parantu ham aur adhik shaandar dhang se jeewan jiyen iske liye hame apne karmon wa aachrano ko uncha karna hoga.
Kranti se Hamara Aashay Khoon kharaba nahi hai
Kisi bhi Kranti ya Andolan ka matlab yaha nahi ki hinsa ki jaye ya maarkaat ki jaye bal ki shantipurna dhang se virodh karke bhi kranti chalayi ja sakti hai.
3-बहरों को सुनाने के लिए बहुत ऊंची आवाज की आवश्यकता होती है
Baharon ko sunane ke liye bahut unchi Awaz ki avashyakta hoti hai
Jo baat ko ansuni karte hain ya sunna hi nahi chahte unke liye hame ek jut hokar ek swar me apni maang ko ucchh swar me un tak pahunchana hoga.
भगत सिंह के मित्र राजेंद्रनाथ लाहिड़ी का अंतिम पत्र
मेरे प्रिय भाई!
आज मुझे सुपरिटेंडेंट ने बताया है कि वायसराय ने मेरी रहम की दस्तख़त नामंजूर कर दी हैI जेल के नियमों के अनुसार मुझे एक सप्ताह के भीतर फांसी पर चढ़ाया जाएगाI तुम्हें मेरे लिए अफ़सोस नहीं करना चाहिए, क्योंकि मैं अपना पुराना शरीर छोड़कर नया जन्म धारण कर रहा हूंI आपको यहां आकर मुलाकात करने की जरुरत नहीं क्योंकि कुछ दिन पहले ही आप मुलाकात कर चुके होI जब मैं लखनऊ में था तो बहन ने दो बार मुलाकात की थी सभी को मेरी ओर से प्रणाम और लड़कों को प्यारI
आपका प्रिय
राजेंद्रनाथ लाहिड़ी
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें